Quote:
Originally Posted by gaurav_indian
"mera billi" "mera bhavna"
abey kyu tum log hindi ki maa behan ek kar rahe ho 
-----------------------------------------
Posted again:
-----------------------------------------
tera bhawna hai?kitne saal ka hai?kaunse school mein parta hai tera bhawna? 
|
Kya Tu ek
Kidnapper hai ?

Tujhe kya lena dena mera bhawna se, huh? Aur school ka naam kyu puch raha hai? Tu kya kidnap karna chahta hai oose school chutti hone pe.